Notifications
Clear all
اس فورم پر آپ ذہنی مسائل سے متعلق موضوعات پر دوسرے لوگوں سے بات چیت کر سکتے ہیں۔ صحتیاب کی ایک ماہر نفسیات بھی اپنی رائے اور جوابات دیں گی۔ ماہر نفسیات سے آڈیو وڈیو کال پر مشورہ کرنے کے لئے یہاں پر کلک کریں۔
Topic starter
- Assalamualaikum! I m 18 years old.merey Sath problem ha k mujhy neend ni ATI air jb bhi mein soney ki Koshish krti hun to merey dimagh mein impossible plans aur batein chalney LG jati Hain aur mein usi imagination mein khud se batein krti rhti hun roney bhi LG jati hun dusrey ki jga bhi khud jawab bnaney LG jati hun .it is so panic for me .kbhi kbhi merey roney ki shiddat itni ziada hoti ha k sans band honey lgti ha body shiver krti ha aur chest mein pain HOTA ha aur Mera Dil mar Janey ko bhi krta ha k jald se jald mein Mr jaon mein aur Jeena ni chati.
Posted : 23/02/2025 10:04 PM